Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSayeed Quadri
HomeSayeed Quadri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai juda hoke bhi waise zinda hoon ae zindagi bin tere main dard hi dard baaki raha hai seene mein saans lena bhar hi yahan jeena nahin hai ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai saath mere hai tu har pal shab ke andhere mein paas mere hai tu har dum ujale savere mein dil se dhadkan bhula dena aasaan nahin hai ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai aaaaaaaaaaaa ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein heyheyyyyyyy oooooooooo ooooo ye jo yaadein hain ye jo yaadein hain sabhi kaatein hain kataa do inhe kataa do inhe kataa do inhe ab to aadat si hai mujhko
agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen paa kar zamaane bhar se rishta tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum bina tere koi dilkash nazaara hum na dekhenge bina tere koi dilkash nazaara hum na dekhenge tumhen na ho pasand usko dubaara hum na dekhenge teri surat na ho jis mein hmm hmm hmm teri surat na ho jis mein wo sheesha tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere khaabon ko gehno ki tarah khud par sajaa lenge kasam teri kasam hmm hmm hmm kasam teri kasam taqdeer ka rukh mod lenge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basa lenge tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basa lenge teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge khuda se bhi na jo
agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen paa kar zamaane bhar se rishta tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum bina tere koi dilkash nazaaara hum naa dekhenge bina tere koi dilkash nazaaara hum naa dekhenge tumhen naa ho pasand usko dobara hum naa dekhenge teri soorat naa ho jismein hmm hmm hmm teri soorat naa ho jismein wo sheesha tod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge tere khaabon ko gehno ki tarah khud par sajaa lenge kasam teri kasam hmm hmm hmm kasam teri kasam taqdeer ka rukh mod denge hum agar tum mil jaao zamaana chhod denge hum tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basaa lenge tumhen hum apne jismon jaan mein kuchh aise basaa lenge teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge khuda se
chhupke se kahin dheeme paun se jaane kis tarah kis ghadi aage badh gaye humse raahon mein par tum to abhi the yahin kuchh bhi na suna kab ka tha gila kaise keh diya alvida jinke darmiyaan gujri thi abhi kal tak yeh meri zindagi lo un baahon ko thandi chhanv ko hum bhi kar chale alvida alvida alvida meri raahen alvida meri saansen kehti hai alvida alvida alvida ab kehna aur kya jab tune keh diya alvida sun le bekhabar yun aankhen phair kar aaj tu chali jaa dhoondhegi nazar humko hi magar har jagah aisi raaton mein leke karvatein yaad humen karna aur phir haar kar kehna kyun magar keh diya alvida alvida koi poochhe to zara kya socha aur kaha alvida alvida alvida ab kehna aur kya jab tune keh diya alvida hum they diljale phir bhi dil kahe kaash mere sang aaj hote tum agar hoti har dagar gulsitaan tum se hai khafaa hum naaraz hain dil hai pareshaan socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida koi poochhe to zara kya socha aur kaha alvida alvida alvida ab kehna
awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein har dam har pal bechaini hai kaun bala hai seene mein iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai apne liye to theek usi pal roz dhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari ho na ho iss par kahin koi khaab jala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta ishq ki aise raha guzar ko hum ne chuna hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona thoda sa dil mera bura hai thoda bhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein
baatein kuchh ankahee si kuchh ansuni si hone lagi kaabu dil pe raha na hasti hamaari khone lagi wo wo o o o wo wo o o o wo wo o o o shaayad yahi hai pyaar shaayad yahi hai pyaar keh de mujhse dil mein kya hai aisa bhi kya guroor tujhko bhi to ho raha hai thoda asar zaroor ho yeh khaamoshi jine na de koi to baat ho wo wo o o o wo wo o o o wo wo o o o shaayad yahi hai pyaar baatein kuchh ankahee si kuchh ansuni si hone lagi kaabu dil pe raha na hasti hamaari khone lagi wo wo o o o wo wo o o o wo wo o o o shaayad yahi hai pyaar shaayad yahi hai pyaar tu hi meri roshani hai tu hi chiraag hai dheere dheere mit jaayega halka sa daag hai ho yeh zehar bhi yun piya hai jaise sharaab ho wo wo o o o wo wo o o o wo wo o o o shaayad yahi hai pyaar baatein kuchh ankahee si kuchh ansuni si hone lagi kaabu dil pe raha na hasti hamaari khone lagi wo wo o o o wo wo o o o wo wo o o o shaayad yahi hai pyaar shaayad yahi hai pyaar
baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha tu jahaan jaaye mehfooz ho tu jahaan jaaye mehfooz ho dil mera maange bas ye duaa baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha humdard hai humdum bhi hai tu saath hai to zindagi tu jo kabhi door rahe ye humse ho jaaye ajnabi tujhse mohabbat karte hain jo tujhse mohabbat karte hain jo kaise karen hum usko bayaan baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha jaagi bhi hai royi bhi hai aankhein ye raaton mein mere kyun har ghadi milke tujhe lagti rahe bas teri kami hum toh na samjhe tum hi kaho hum toh na samjhe tum hi kaho kyun tumko paa ke tumse judaa baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha
Baatein Ye Kabhi Na (Male)
hoooooo moko kahaan dhundhe re bande main to tere paas mein na teerath mein na moorat mein na ekant niwas mein oooooo na mandir mein na masjid mein na kaabe kailash mein mein to tere paas mein bande mein to tere paas mein hoooo ooooo khoji hoye turat mil jaoon ik pal ki talash mein kahet kabir suno bhai sadho mein to hoon vishwas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein hooooo na mein jap mein na mein tap mein na bharat upaas mein na mein kriya karm mein rehta na hi jog sanyaas mein nahin pran mein nahin pind mein na brahmand akash mein na mein prakariti prawar gufa mein nahin swasan ki sans mein hooooo ooooo khoji hoye turat mil jaoon ik pal ki talash mein kahet kabir suno bhai sadho mein to hun vishwas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to tere paas mein o bandaa reeeee main to
hoooooo hooooo hooooo hooooo hooooo hooo hooo hooo hooo ye pyaas kahin kar de na mujhe paagal baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa jee bhar ke bheego de aaj mere tan ka sandal baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa leti hai hazaaron khwaaish dil mein angdaayi tu kya jaane re kya hai badan ki tanhaayi hooo leti hai hazaaron khwaaish dil mein angdaayi tu kya jaane re kya hai badan ki tanhaayi mann chaahe teri baahon mein hum jaayen pighal baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa baras jaa aye baadal baras jaa tu hum ko doobo ke rakh de apni chaahon mein bas chain humen milta hai teri panaahon mein hooooo tum hum ko doobo ke rakh de apni chaahon mein bas chain humen milta hai teri panaahon mein hum tere bina rehte hain hamesha hi bekal baras jaa
bheege honth tere pyaasa dil mera lage abr saaaa mujhe tann tera jam ke barsa de mujh par ghataayen tu hi meri pyaas tu hi mera jaam kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaaar wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo saansen aanch teri tann aag tera chheene neend meri heyyy loote chain meraaaaa kaala jaadu kare lambe baal tere aankhen jheel teri dore laal tere kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaar ho wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo yehhhh wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo yehhhh wooooo ooooo oooooooo aankhen keh rahi jo naa hum kahen usse sun le tu jo naa lab kahen tu naa soye aaj main naa soun aaj tujhe dekhun aaj tujh mein khoun aaj kabhi mere saath koi raat guzaar tujhe subah tak main karoon pyaaar wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo wooooo ooooo oooooooo hooooo
main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada saya bhi tera main hone na doon juda maine tay kar liya tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada yaadon mein tujhko rakhoon baatein bhi teri karoon itna deewana hoon tera ho ooo raaton mein jaaga karoon din bhar bhatakta rahoon main to yahan se bus wahan aaa aaa tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada baahon mein tujhko rakhoon dhadkan mein teri sunoon aa itna nazdik aa zara ho jism e dhuwaayen rahein har dum wafaayen rahein doon tujhko aisa ik jahan tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri
chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein gaati sarsaraati in hawaaun sang aao paas mere aana sapnon ka safar hai mere dil ka ye bhanwar hai ismein doob jaana zara sa lamhaa chhupa tha ab mil gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein madham roshani hai aur chanchal chandani hai chale aao na shabnam si chubhan hai aur mehka sa milan hai door jaao na suhaana sapna tumhaara sach ho gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein
haaye mere tan badan mein jaagi hai agan aa bujhade pyaas meri tu hi ab sanam hai ye mauka waqt bhi hai uspe tanhayi jal rahi hai saans meri aaja harjayi o zara dheere dheere zara holle holle mujhe baahon mein thaam le tu ho baba zara dheere dheere zara holle holle mujhe hothon se choom le tu chori chori paas aa ke kanon mein mere ajaa kehde aa ke aisi baaten hosh mere ud jayen teer aise tu chala de apni nazron ke ajaa dekhte hi ek pal mein ham mehek jaayen o zara dheere dheere zara holle holle mujhe baahon mein thaam le tu ho baba zara dheere dheere zara holle holle mujhe hothon se choom le tu zara dheere dheere zara holle holle mujhe baahon mein thaam le tu ho baba zara dheere dheere zara holle holle mujhe hothon se choom le tu main hu teri dil hai tera tera hai shabaab ajaa choom le tu aaj mere hothon ke gulaab main haseena husn mera aaja thaam le ajaa chahti hoon raat din tu mera naam le o zara dheere dheere zara holle holle mujhe baahon mein thaam le tu ho
dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun zindagi ki shaakh se loon kuchh haseen pal main chun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun zindagi ki shaakh se loon kuchh haseen pal main chun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun jo bhi jitne pal jiyun unhen tere sang jiyun jo bhi kal ho ab mera use tere sang jiyun jo bhi saansen main bharun unhen tere sang bharun chaahe jo ho raasta use tere sang chalun dil ibaadat kar raha hai dhadkanen meri sun tujh ko main kar loon haansil lagi hai yahi dhun la la la la lala la lala lala la lala la laa la la la la lala la lala lala la lala la laa mujhko de tu mitt jaane ab khud se dil mil jaane kyun hai ye itna faasla lamhen ye phir naa aane inko tu naa de jaane tu mujhpe khud ko de loota tujhe tujhse tod loon kahin khud se jod loon mere jismon jaan pe aaj teri khushboo
tera chehra meri aankhon mein basa rehne deeeee khud ko thoda sa kahin mujh mein basa rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa aaj ke baad mera saara safar tanhaa hai aur tere saath ka bhi aakhiri ye lamha hai aur kuchh der mujheeee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa ab kahin jaa ke mere dil ko ye lagta hai yaar ki baahon mein meri jannat ka jahaan basta hai aur kuchh deeeer mujheee aur kuchh deeeer mujheee inmein bandha rehne de aur kuchh deeeeer mujheee inmein bandha rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa
ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha wo shaqs jiske kaandhe pe sir rakh ke main soya seene se lag ke jiske kayi baar main roya jiski zulfon ki khushboo mein raaton mein khoya jis jism ki barsaat mein ye jism bheegoya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha humm hmm hmm hmm hmm hmm rehta hoon qaid ab bhi jiski yaadon ke pehre mein hai lafz jiska zinda meri baahon ke ghere mein jiske khawaabon ko maine neend mein sanjoya jiske ashkon ko maine apni aankhon mein piroya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek
gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke tu milna paaye hum jee na paaye kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi dil phir se chaahe teri hi panaahein kahin mar na jaaye zindagi gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke aankhein hain num dhadkan madham ab maan jaa roothe sanam saansein chubhan toota sa mann aur na sataa oh jaaneman tu milna paaye hum jee na paaye kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi dil phir se chaahe teri hi panaahein kahin mar na jaaye zindagi gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke na re na re na re na re ne re na na re na re na re na re ne re na na na na na na re na na na na nere na na na na na re na na na na ne re na ne re na ne re na mera har pal ab toh bojhal veeran sa dil yeh har dum lakhon hai ghum tanha hai hum kaise sahein itna sitam tu milna paaye hum jee na paaye kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi dil phir se
tu mil na paye hum jee na paye kahin mar na jayen kaisi hai kaisi hai bebasi dil phir se chahe teri hi panahein kahin mar na jaye zindagi gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke gunaah kiya use ik din tanha chhod ke aankhen hain num dhadhkan madham ab maan jaa ruthe sanam sansein chubhan toota sa mann aur na sataa ho janeman gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke gunaah kiya use ik din tanha chhod ke mera har pal ab to bojhal viraan sa dil ye har dum lakhon hain ghum tanha hain hum kaise sahein itna sitam tu mil na paye hum jee na paye kahin marna jayen kaisi hai kaisi hai bebasi dil phir se chahe teri hi panahein kahin mar na jaye zindagi gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
jo khaabon khayaalon mein socha nahin tha tune mujhe itnaa pyaar diya main jab bhi jahaan bhi kadi dhoop mein tha teri zulf ne mujhpe saaya kiya haan jo khaabon khayaalon mein socha nahin tha tune mujhe itnaa pyaar diya main jab bhi jahaan bhi kadi dhoop mein tha teri zulf ne mujhpe saaya kiya haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai iraadon mein tu hai koi bhi aisa lamhaan nahin hai jiss mein mere tu hota nahin hai main so bhi jaaun raaton mein lekin tu hai ke mujh mein sota nahin hai tu hai ke mujh mein sota nahin haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai haan tu hai haan tu hai meri baaton mein tu hai mere khaabon mein tu yaadon mein tu iraadon mein tu hai iraadon mein tu hai hai teri inaayat tujh se mili hai honthon pe mere hansi jo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadat Kalyug (2005) 05:40 20694
 
Poster of Kalyug (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Atif
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:40   Song Number : 20694   

Agar Tum Mil Jaao (Female) Zeher (A Love Story) (2005) 06:00 19134
 
Poster of Zeher (A Love Story) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roop Kumar Rathod
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Udita Goswami, Emraan Hashmi
Duration : 06:00   Song Number : 19134   

Agar Tum Mil Jao (Male) Zeher (A Love Story) (2005) 06:01 20120
 
Poster of Zeher (A Love Story) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roop Kumar Rathod
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Udita Goswami, Emraan Hashmi
Duration : 06:01   Song Number : 20120   

Alvida Reprise Life In A Metro (2007) 05:48 16932
 
Poster of Life In A Metro (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
James
On Screen Actors- 
Sharman Joshi
Duration : 05:48   Song Number : 16932   

Awaarapan Banjarapan Jism (2003) 07:02 20080
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 07:02   Song Number : 20080   

Baatein Kuchh Ankahee Si Life In A Metro (2007) 04:25 16933
 
Poster of Life In A Metro (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Adnan Sami
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 04:25   Song Number : 16933   

Baatein Ye Kabhi Na (Female) Khamoshiyan (2015) 04:50 37349
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Palak Muchhal
Duration : 04:50   Song Number : 37349   

Baatein Ye Kabhi Na (Male) Khamoshiyan (2015) 04:52 38329
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 38329   

Bandaa Re Raaz (The Mystery Continues) (2009) 05:08 16993
 
Poster of Raaz (The Mystery Continues) (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Krishna
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:08   Song Number : 16993   

Baras Jaa Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005) 06:21 14961
 
Poster of Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Shamita Shetty, Shilpa Shetty
Duration : 06:21   Song Number : 14961   

Bheegey Honth Murder (2004) 04:31 20223
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Mallika Sherawat
Duration : 04:31   Song Number : 20223   

Chaahat Blood Money (2012) 04:24 17060
 
Poster of Blood Money (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Amrita Puri
Duration : 04:24   Song Number : 17060   

Chalo Tumko Lekar Chale Jism (2003) 04:50 20268
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 04:50   Song Number : 20268   

Dheere Dheere Alisha Chinai 04:12 36422
 
Poster of Alisha Chinai
 
Category
Indipop
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:12   Song Number : 36422   

Dil Ibaadat Tum Mile (2009) 05:27 17013
 
Poster of Tum Mile (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:27   Song Number : 17013   

Door Naa Jaa Jannat (2008) 05:58 16959
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rana Mazumder
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Duration : 05:58   Song Number : 16959   

Ek Shaqs Abhijeet Sawant 05:41 16943
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:41   Song Number : 16943   

Gunaah Blood Money (2012) 04:50 32695
 
Poster of Blood Money (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Mustafa Zahid
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Amrita Puri
Duration : 04:50   Song Number : 32695   

Gunaah (Unplugged) Blood Money (2012) 05:38 37173
 
Poster of Blood Money (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Rana Mazumder
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Amrita Puri, Mustafa
Duration : 05:38   Song Number : 37173   

Haan Tu Hai Jannat (2008) 05:26 16960
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:26   Song Number : 16960   
Karaoke Songs of sayeed quadri, Sad Songs of sayeed quadri, Love Songs of sayeed quadri, Dance Songs of sayeed quadri, Hip-hop songs of sayeed quadri, Best songs of sayeed quadri, Super hit songs of sayeed quadri, hit songs of sayeed quadri, duet songs of sayeed quadri, solo songs of sayeed quadri, old songs of sayeed quadri, famous songs of sayeed quadri, Hindi Karaoke Songs of sayeed quadri, Hindi Sad Songs of sayeed quadri, Hindi Love Songs of sayeed quadri, Hindi Dance Songs of sayeed quadri, Hindi Hip-hop songs of sayeed quadri, best Hindi songs of sayeed quadri, super hit Hindi songs of sayeed quadri, hit Hindi songs of sayeed quadri, duet Hindi songs of sayeed quadri, solo Hindi songs of sayeed quadri, old Hindi songs of sayeed quadri, famous Hindi songs of sayeed quadri, Sing Along Songs of sayeed quadri, Sing Along Sad Songs of sayeed quadri, Sing Along Love Songs of sayeed quadri, Sing Along Dance Songs of sayeed quadri, Sing Along Hip-hop songs of sayeed quadri, Sing Along Best songs of sayeed quadri, Sing Along Super hit songs of sayeed quadri, Sing Along hit songs of sayeed quadri, Sing Along duet songs of sayeed quadri, Sing Along solo songs of sayeed quadri, Sing Along old songs of sayeed quadri, Sing Along famous songs of sayeed quadri